छोटू सिंह रावणा को भगवान के दर्शन ? | ft. Chotu Singh Rawna | Real Story | Spiritual Podcast YTM CH2
YTMahendra Podcast ka naya episode: host Mahendra Kumar ke saath 50 minute ki Hindi video baatcheet, 7 September 2024 ko publish.
- Host Mahendra Kumar
- Publish 7 September 2024
- Duration 50 minute
- Language Hindi / Hinglish
Quick answer: Chotu Singh Rawna Ji, Sawan ka poora mahina bhakti mein leen, Abu Raj ki ghani pahadiyon mein Jabkeshwar Bholenath ki chhatrachhaya mein, Har Har Mahadev
Episode summary
In this video, hum le chal rahe hain aapko Rajasthan ke sabse upar wale gaon Shergaon ki taraf, jo ki 22 km ka ek taraf ka trek hai starting from Guru Shikhar via Utaraj. Is trek mein aap dekh sakte ho Kedarnath Dham, Utaraj Gaon, Chamunda Mataji Mandir, Badrinath Dham, aur kuch hidden gems jaise Gufa Ghar aur Bhairav Ji ki badi gufa, jahan Maharana Pratap apne saathiyon ke saath thehre the.
Special mention: Chotu Singh Rawna yahan 30 din tak rahe aur pooja path kiye. Unhone Shergaon ke is pavitra sthaan par apna samay vyatit kiya, is jagah ki adhyatmikta ko aur bhi gehra banate hue.
Shergaon se aage, ek aur 4 km ka trek aapko Shri Jabbkeshwar Mahadev tak le jayega, jinka mandir Maharana Pratap ne apne haathon se sthapit kiya tha. Yeh mandir aur gufa aaj bhi yahan vidyaman hain!
Chapters / Timestamps
- 00:00 Introduction (परिचय)
- 01:50 Mystery of Jhapkeshwar Mahadev Temple (झपकेश्वर महादेव मंदिर का रहस्य)
- 06:40 Journey of Chotu Singh Ji to Jhapkeshwar Mahadev Temple (छोटू सिंह जी की झपकेश्वर महादेव मंदिर की यात्रा)
- 10:30 Day 1 at Jhapkeshwar Mahadev Temple (झपकेश्वर महादेव मंदिर में पहला दिन)
- 16:50 Day 2 at Jhapkeshwar Mahadev Temple (झपकेश्वर महादेव मंदिर में दूसरा दिन)
- 19:40 Mystery of the Invisible Monk (अदृश्य साधु का रहस्य)
- 35:30 Sight of the deity (भगवान के दर्शन)
- 42:55 Last Day at Jhapkeshwar Mahadev Temple ( झपकेश्वर महादेव मंदिर में अंतिम दिन)
- 47:50 Believe in Ghosts (भूतों पर विश्वास)
- 48:50 Message to Youth (युवाओं के लिए संदेश)
- 50:00 End of Chapter 2 (अध्याय 1 का अंत)
Topics aur keywords
Note: Wellness aur yoga ki jankari general hai; kisi bimari ke ilaaj ka daava nahi.
Is topic se jude pages
Podcast for Spirituality & Yoga · Podcast for Creators & Influencers
Aur dekhein
भजन सम्राट छोटू सिंह रावणा के अनसुने राज़
Is video mein hum baat kar rahe hain Rajasthan ke mashhoor gayak Chotu Singh Rawna ke jeevan ke sangharsh…
EpisodeMonish Raja Inspiring Journey, Lifestyle, and Challe
Monish Raja दिखेंगे Ashutosh Rana & Shatrughan Sinha के साथ Gangs of Ghaziabad मे | YTMahendra Podcast-12
EpisodeRamayan, Quran इंसानों की रचना?
Welcome to the 56th episode of the YTMahendra Podcast. In this deeply thought-provoking episode, we’re…
Episode 53Nikku Banna & Nirmal Choudhary
क्या Nikku Banna और Nirmal Choudhary की दोस्ती में दरार आ गई है? क्या Nirmal ने अपने पुराने दोस्तों को धोखा…
Sunein aur dekhein
FAQs
Is episode me kis topic par baat hui hai?
Chotu Singh Rawna Ji, Sawan ka poora mahina bhakti mein leen, Abu Raj ki ghani pahadiyon mein Jabkeshwar Bholenath ki chhatrachhaya mein, Har Har Mahadev In this video, hum le chal rahe hain aapko Rajasthan ke sabse upar wale gaon Shergaon ki taraf, jo ki 22 km ka ek taraf ka trek hai starting from Guru Shikhar via Utaraj. Is trek mein aap dekh sakte ho Kedarnath Dham, Utaraj Gaon, Chamunda Mataji Mandir, Badrinath…
Ye episode kitne der ka hai aur kab publish hua?
Ye episode lagbhag 50 minute ka hai aur 7 September 2024 ko YouTube par publish hua.
Ye episode kahan dekh ya sun sakte hain?
Poora episode YouTube par dekh sakte hain. Audio version Spotify, Apple Podcasts, Amazon Music aur JioSaavn par YTMahendra Podcast naam se available hota hai.
Main is tarah ke podcast me guest kaise ban sakta hoon?
Be Our Guest page par form bharein. Team aapki kahani dekh kar 24 se 48 ghante me sampark karti hai. Genuine creators aur professionals se guest fee nahi li jati.